Love-Friendship-Funny-Shayari-SMS-17


Lamhe judai ke bekarar karte hain,
Haalat meri mujhe laachar karte hain,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki
hum aapse pyaar karte hain.


dil ki baato ko aankho se bataya to bura man gaye.
hal-e-dil sunaya to bura man gaye.
are wo to har din rulate the hame .
aaj hamne rulaya tobura man gaye.


Kisi ka dard jab had se gujar jata hai,
samandar ka pani aankhon me utar jata hai,
koi bana leta hai ret pe ghar,
kisi ka lahron me sub kuchh bah jata hai.


Mulakat waqt ki mehman ho gai,
Nazar ki duniya biran ho gai,
Kya kare saans bhi ab meri nahi rahi,
ye bhi aap par kurbaanho gai.


aapki chahat ne rulaya bahut,
apke yaado ne tadpaya bahut,
hum apko bahut yaad or pyaar karte the,
Isi majburi ko aapne aajmaya or fayda uthaya bahut..



Sent by : Ritu Aggrawal

You May Also Like